Sir
Hum Tarak Biswakarma ,mera accident huya
tha .pahale hum kolkata ka PG hospital m
treatment mila lakin ooha urologe ka Dr.kam
rahana ka karan humko Private hospital m
jana para HINDUSTAN HOSPITAL (goriya ),ooha
ki Dr .na bolo ki 70000rs lagaga ur tum tik ho
jaooga. lakin ooha 70000rs bolkar 450000rs ki
bil banaya .hamara operation kiya tha
Dr.Tapas Kumar saha ur Dr.Vaisa . hum ko koi
CD provide nahi kiya tha.operation fail kar
diya.Hamara ur bimari bara diya hai.Hamara
zindagi barbad kar diya ha o Hospital ar ooha
ka Dr.milakar .hum aaavi bad par hi rahata
hu.Jab v Dr.ka pass dakhana ka liya jata hu to
ooo Dr. bolta ha ki hama map karo.hum bhut
garib ha hamara sab kuch bach kar yea
operation karbayatha..Dr. na humko lut liya
ha ur humko marna ka liya chor diya ha
.harama colostomi open ha .hum ak garage m
karkar apna paribar chalata tha lakin aavi asa
hal ha ki khana khana ka liya paisa nahi ha
.kuch nahi bacha ha hamara .hamara ak beta
ha hamara 2 sal ka .Aagar koi humko help
nahi kiya to hum bhut jald mar jayanga ..mera
age ha 28years .
ARAMBAGH, INDIRAPALLY , WARD NO 3,
PIN-712601 ,HOOGHLY ,WEST BENGAL
email address [email protected]
phone no 9641633673
plzzzzzzzzzzz help


Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *